Sunday 22 December 2013

sabri silsila

Allah muhammad chaar yaar haji khwaja qutub farid>>>


makhdoom sabir paak 
sher-e-khuda ke sher ko parkhega koi kya
jis ki binai ho kamzor wo dekhega kya
aankh waala hi dekhe tera jalwa mere saabir
__________________________________
hamare dada peer aasi piya >>

hamare jo bhai sabir paak ke silsile me aana chahte hai to hume contact kare bas yeh blog banane ka yeh maqsad hai jo log sabir pak se aqeedat rakhte hai wo aa sakte hai silsila sabri aswi me>

Naam: Hazrat Sheikh Alauddin Ali Ahmed
Laqab: Sabir, Khatumul Arwaah, Sultane Aulia, Aghyase Hind
Silsila: Chisti sabri
Peer: Hazrat Sheikh Fariduddin Masood Ganjshakar (رحمتہ اللہ علیہ)
Khalifa: Hazrat Khawaja Shamsuddin Turk Panipati (رحمتہ اللہ علیہ)
Wiladat: 19 Rabi-Ul-Awwal (592 Hijri)
parda: 13 Rabi-ul-Awwal (690 Hijri)
 Urs: 13th, 14th, and 15th of Rabi-ul-awwal
Mazar shariff: Kaliyar, Uttarakhand, India 

ye hamare peero murshid hai>>
*sarkar irfan sabir aaswi sabri*

 sabir pak was born in the year 592 Hijri in Herat, Afghanistan. His father was Syed Abdul Rahim (R.A) who was the grandson of Hazrat Ghaus-e-Azam Shaikh Abdul Qadir Jilaani (R.A) and mother named Jamila Khatun (R.A), the elder sister of Baba Fareed Ganj-e-Shakar (R.A).

Lineage Of Hazrat Sabir (R.A)
Hazrat Makhdoom Ali Ahmed Sabir (R.A)
Hazrat Shah Abdul Rahim (R.A)
Hazrat Syed Abdul Wahab (R.A)
Hazrat Shaikh Abdul Qadir Jilaani (R.A)
Spiritual Chain
Hazrat Makhdoom Ali Ahmed Sabir (R.A)
Hazrat Fareed-Ud-Din Masud Ganj Shakar (R.A)
Hazrat Qutbuddin Bukhtiyar Kaki (R.A)
Hazrat Khwaja Moin-Ud-Din Chishti (R.A)


                                                         

11 comments:

  1. I Read Your Blog. I am very happy now because I get lot of information about sabir piya and sabiri silsila.Thank U.
    Sufi Mushtak ahmad Sabir PANVEL
    Khankah E Jahangiriya Mushtakvia
    Sanstha Bharat nagar patel mohalla Panvel.(Regd.)

    ReplyDelete
  2. ya sabir paak ya sabir paak ji karam kar do sabir ji

    ReplyDelete
  3. meray sabir pak sarkar ji ya sabir ji

    ReplyDelete
  4. Meri jindgi hi sabir se hai meri har ek saas sabir paak ki hai

    ReplyDelete
  5. can i get further branches of sabri silsila in pakistan after 1947??? my P.hd research is about the silsila...

    ReplyDelete
  6. assalam
    mujhe sabir paak ke bare me our detail chahiye

    ReplyDelete
  7. Could u pls provide details about hazrat kwaja gulmuhammed sha sabari chisti (ra).

    ReplyDelete
  8. Aap ka contact details send Karo
    ahmedshaikjee2@gmail.com

    ReplyDelete
  9. Hazrat peer Aasi piya Sahab ka Kalam kaha se mil sakta hai.
    Agar koi Bata de to Inayat hogi

    ReplyDelete